Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Uski Tareef Main chand Alfaaz || love hindi shayari
Uska chand sa Noorani chehra dekhne se, Meri subah main bhi ho jaati raat.
Insaano main wo shaamil na hoti, Fariston jesi thi usme kuch baaat.
Sukhi sukhi dukh bhaari zameen main bhi, khushiyon ki toofani baarish hoti jab hoti wo mere saath. ❤️
उसका चाँद सा नूरानी चेहरा देखने से, मेरी सुबह मेंभी हो जाती रात
इंसानों में वो शामिल न होती, फरिश्तों जैसी थी उसमें कुछ बात
सूखी सूखी दुख भरी ज़मीन में भी
खुशियों की तूफानी बारिश होती जब होती वो मेरे साथ❤️
Title: Uski Tareef Main chand Alfaaz || love hindi shayari
Tu yaad kregi mujhe
Dekha tujhe jab se maine….
Dil lgana chodh diya
sabse maine..
Jab Mohabbat kri thi tujhse maine…
Tb Ishq kiya tha khud se maine…
Soch maine tu yaad kregi mujhe…..
Tab dimag me dil ko smjhaya ye to barbaad kregi mujhe…… Ye to barbaad kregi mujhe
