Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Apna aashiyaana bna diya
Hum dono ke rahein alag alag the
Phir bhi milkar ek raaste bana diya
Manzilein kaahe dur khade the
Aur phir bhi hum ne khawaboo mein apna ek aashiyana bana diya
Title: Apna aashiyaana bna diya
Wo ek shaks || 2 lines love shayari hindi
Wo shaqs mujhse bichda to yu laga maano ..
Mujhse mere jism Ka hissa nikal gya ho ..🖤🖤

