
samaj sakta hai
bina dimag wale log nahi
Enjoy Every Movement of life!

Yeh raat bahut…,
gehri neend mai dale..
Ki na aaye uski yaad…
Hume khudkushi se bacha le…
यह रात बहुत…
गहरी नींद में ढले..
कि न आए उसकी याद…
हमें खुदकुशी से बचा ले…
Yaad hai woh har ek pal
Joh guzre tere sath ….!
Ankhon meh pyaar lekar
Jab muskuraye the hum sath….!
Na tha kal ka darr
Na thi kal ki parwaah…
Guzare woh saare pal
Sochkar wohi ho akhri lamha…!
#dwrites✨