Skip to content

kalaa ki value attitude

Title: kalaa ki value attitude

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nazrein gunahgaar aapki || hindi shayari || beautiful lines

Gunahgar to nazre hai aapki 
Wrna kaha ye phool se chehre naqab mangte hai😊

गुनाहगार तो नज़रे हैं आपकी
वरना कहाँ ये फूल से चेहरे नक़ाब मांगते हैं😊

Title: Nazrein gunahgaar aapki || hindi shayari || beautiful lines


Raat gumshum si hai

"Raat k andehere main kuch toh shore macha rha h
jo na hokar bhi itna kyu yaad aarha h
dil ki  shikayte or khamoshi zubaan pe aati nhi h
bas ye gehri sanaate main khota jaa rha hun 
ye raat bhi gumshum si h jo mere ander ki shore chupa rha h

Title: Raat gumshum si hai