ghar walo ke samne phone par
ladke ko ladki bana kar baat karna bhi ek talent hai…
Enjoy Every Movement of life!
ghar walo ke samne phone par
ladke ko ladki bana kar baat karna bhi ek talent hai…
Bahut mahir tha main khud aur khud ke rishton ko samhalne mein,
Lekin ek waqt aya jahan na main khud ko samhal paya aur na khud ke rishton ko…
Sirf chehre ki udaasi se
Bhar aaye teri ankhon mein ansu,
Mere dil ka kya aalam hai
Ye to tu abhi janta nhi 🙌
सिर्फ चेहरे की उदासी से
भर आये तेरी आँखों में आँसू,
मेरे दिल का क्या आलम है
ये तो तू अभी जानता नहीं।🙌