Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat ka Dard || sad but true || Hindi shayari
Har koi mera ho jaye ayesi meri taqdeer nahi …
Mai wo shisha hu jiski koi tasveer nahi ..🙌.
Dard se hai rishta Mera khushiyan mujhe naseeb nahi ..
Mujhe bhi koi yaad kare main itna khushnaseeb nahi..💔💯
Title: Mohobbat ka Dard || sad but true || Hindi shayari
ja jaakar dhadak || So sad Hindi shayari
ja jaakar dhadak usake seene mein ai dil,
ham usake bina jee rahe hai to tere bina bhee jee lenge…
जा जाकर धड़क उसके सीने में ऐ दिल,
हम उसके बिना जी रहे है तो तेरे बिना भी जी लेंगे…
