Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khud ko janne wale || two line hindi shayari
Ye bhi ik umar ke baad pata chala mujhe
Khudko janne wale zameen par nhi rehte…🙌
ये भी इक उम्र के बाद पता चला मुझे,
खुदको जानने वाले जमीं पर नहीं रहते…🙌
Title: Khud ko janne wale || two line hindi shayari
Best hindi shayari for whatsapp status || true lines on life || best hindi status
Teri chotti c duniya mein jiska jahan basta hai
Dil laga ke kisika dil Matt dukhana
Kehte hain dilon mein bhagwan basta hai..!!
Aksar uljh jate hain imtehaan de de kar
Uche jinke naseeb huya karte hain
Teh hota hai unka door ho jana
Jo dil ke bhut kareeb huya karte hain..!!
