Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sham toh abhi bhi roj || kya baat shayari
Sham toh abhi bhi roj hoti hai, kafir
Baat yeh hai ke ab wo laut kar ghar nahi aate शाम तो अभी भी रोज़ होती है, काफ़िर,
बात ये है कि अब वो लौट कर घर नहीं आते...
Title: Sham toh abhi bhi roj || kya baat shayari
Apki Yaad 💕
Apke jaane ke baad
Jab bhi takiye pr sir dhare soyi hu
Raton ko uth uth apki yaadon me royi hu
Chahe ap mere paas nahi lekin abhi bhi apke saath hone ka ehsaas hai
Pata nahi ap kya sochte honge humare bare me
Lekin jaan, aj bhi ap humare liye utne hi khas hein ❤️
