Skip to content

Badal jate hain log || hindi shayari

पहले विश्वास जीत कर दिल में समाते हैं लोग॥
फिर ख्वाब बनकर सपनों में आते हैं लोग॥
फिर जताते हैं कि वो सिर्फ हमारे है॥
पर पता नहीं क्यों आखिर में बदल जाते हैं लोग॥💔💔

Title: Badal jate hain log || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


WO YAAD

“SAPNO MEI THI TUM RAAT BHAR,

TUMHARI YAADON KA BOHOT HUA ASAR,

BEKAAR THE WO DIN,

BITAYE JO MAINE TERE BIN,

UTHNE KA AB MANN NAHI KARTA,

HAR ROZ YE DIL HAI AB MARTA,

SHAAM KO TERI ZULFE YAAD AA  JAATI,

KAASH TU BHI KABHI MERI HO PAATI,

TOD DI TUNE MERI YE CHAHAT,

KABHI NAHI DE PAAYI TU MUJHE RAHAT,

AB TO NEEND KO BHI DIYA HAI TAAL,

PHIR SE BITANA PADEGA TERE BINA EK AUR SAAL………….”

Title: WO YAAD


ek kadam chal kar || Motivational shayari

MANZIL  HAI  DUR  BAHUT
KOSHISH  MAGAR  KAR  TO  SAHI
MANA  MUSHKIL  HAI  SAFAR
EK  KADAM  CHAL  KE  DEKH  TO  SAHI

                                         – AMRUTA

Title: ek kadam chal kar || Motivational shayari