Skip to content

Bade ajeeb hain hum log || life Hindi shayari

Shehar basakar ab
Sukun liye gaav dhundte hain
Bade ajeeb hai hum log
Hath mein kulhadi liye chaav dhundte hain💯

शहर बसाकर अब
सुकून के लिए गाँव ढूँढते हैं
बड़े अजीब हैं हम लोग
हाथ में कुल्हाड़ी लिए छाँव ढूँढते हैं💯

Title: Bade ajeeb hain hum log || life Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Parmatma || waheguru thoughts





Sad Love shayari Hindi || Me Bhi nazaane kya

SAD LOVE SHAYARI HINDI || ME BHI NAZAANE KYA
Mai bhi nazaane kya kar baitha
bina dil se pooche yeh faisla kar baitha
Iss zalim zameen par to
toote huye taare bhi nahi girte
or mai chand se hi
mohobat kar baitha