
or mubarak ho tumhe mera naam mardo me darj karne ke liye
arey tu hi hai jo mujhe khaali
samay me bhi yaad nahi karti
or mai waqt dhoondta hu beeti yaado par kharch karne ke liye
Enjoy Every Movement of life!

Kya ishq hi wajah thi
Ya kisi wajah se ishq tha
Tujhse door rehna Teri marzi thi
Door rehkar yaad karna mera ishq tha 💔
क्या ईश्क ही वजह थी
या किसी वजह से ईश्क था
तुझसे दूर रहना तेरी मर्जी थी
दूर रहकर याद करना मेरा ईश्क था 💔
