Skip to content

bahut pyar karte hain || hindi song whatsapp video status || hindi shayari || female voice

hindi song video || whatsapp video status || hindi shayari

gam e judaai kisi trah bas sehte ja rahein hain hum
nahi jina tere bin ab j kehte ja rahe hain hum
sans mein teri sans milti ja rahi hai is kadar..
ke tere ishq mein dheere dheere behte ja rahe hain hum..!!

Title: bahut pyar karte hain || hindi song whatsapp video status || hindi shayari || female voice

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aapki nazar ||hindi shayari || love shayari

Apni nazro se kaho esi nazro se na dekhe muje😍
Nazar uthti nhi meri nazro se takrane ke baad👀
Bhut sambhala hai dil hi to hai❤
Kahi machal na jaye nazar milane ke baad🙈

अपनी नज़रों से कहो ऐसी नज़रों से ना देखें मुझे😍
नज़र उठती नहीं मेरी नज़रों से टकराने के बाद👀
बहुत संभाला है दिल ही तो है❤
कहीं मचल ना जाये नज़र मिलाने के बाद🙈

Title: Aapki nazar ||hindi shayari || love shayari


Love shayari hindi || Nazaane kyu din raat likh

LOVE SHAYARI HINDI || NAZAANE KYU DIN RAAT LIKH
Nazaane kyu din raat likh raha hu
tujhse judi har baat likh raha hu
yeh to log hai jo mujhe “shayar” kehte hai
mai to bas dil ke jazbaat likh raha hu