Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tere chehre ki muskurahat || love Hindi shayari
Tere chehre ki muskurahat hum nahi bhool pate
Ise yaad kar hum bhi hai muskurate 🥰
तेरे चेहरे की मुस्कराहट हम नही भूल पाते
इसे याद कर हम भी है मुस्कुराते🥰
Title: Tere chehre ki muskurahat || love Hindi shayari
zindagi ka safar hai || Life
Zindagi ka safar hai anjaana,
Har kona chhupa hai ek naya fasana.
Khoj mein lage hain hum,
raaz e zindagi ke,
Har muskurahat ke peeche chhupa hai ek raaz gehra.

