Skip to content

Banke ayii thi || love hindi shayari

Husn ki barsaton me wo badal si banke ayii thi☁️
Sardi ki un raaton me wo chadar si banke ayii thi❣️
Pyaase ko paani mila Ana jab uska hua 😇
Sooni in ankhon me wo kajal si banke ayii thi😍

हुस्न की बरसातों में वो बादल सी बनके आयी थी☁️
सर्दी की उन रातों में वो चादर सी बनके आई थी❣️
प्यासे को पानी मिला आना जब उसका हुआ😇
सूनी इन आँखों में वो काजल बनके आयी थी😍

Title: Banke ayii thi || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Har ladki ka khawaab hun

Har ladki ka khawaab hoon…

Har Ek ke hothon ka unkaha Jawaab hoon…

Raheta tumhare Dilon mein hee hoon…

Mere bin pal bhar Bhi sakoon na Milega…

Ki tumhari raahon ka chiraag mai hee to hoon…

Title: Har ladki ka khawaab hun


Achievements || English quotes || motivation

They praised me for my achievements
Little did they know it was just a teaser🍁

Title: Achievements || English quotes || motivation