Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Alfaaz || sad hindi shayari
Mere kadwe alfaaz chubh gaye unko
Magar mera saaf dil nazar nahi aaya💔
मेरे कड़वे अल्फ़ाज़ चुभ गए उनको
मगर मेरा साफ दिल नज़र न आया💔
Title: Alfaaz || sad hindi shayari
Mere dil ka aalam || hindi shayari || beautiful shayari
Sirf chehre ki udaasi se
Bhar aaye teri ankhon mein ansu,
Mere dil ka kya aalam hai
Ye to tu abhi janta nhi 🙌
सिर्फ चेहरे की उदासी से
भर आये तेरी आँखों में आँसू,
मेरे दिल का क्या आलम है
ये तो तू अभी जानता नहीं।🙌
