Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Talaash poori ho jaye || two line shayari || Hindi status
Apni shakhsiyat ko kuch is kadar svaron ki
aapko milkar kisi ki talaash poori ho jaye ❣️
अपनी शख्सियत को कुछ इस तरह संवारो कि
आप से मिल कर किसी की तलाश पूरी हो जाए ❣️
Title: Talaash poori ho jaye || two line shayari || Hindi status
Sab waqt ki baat hai || waqt hindi shayari
Inn baaton par kon qayam rehta hai janaab,
Humne waqt ke sath iss waqt ko bhi badalte dekha hai ✌️
इन बातों पर कौन कायम रहता है जनाब,
हमने वक़्त के साथ इस वक़्त को भी बदलते देखा है ✌️
