Skip to content

Bas teri yaadon me || Love romantic shayari hindi

Title: Bas teri yaadon me || Love romantic shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ankhon mein kho jaye || love Hindi shayari

Waise intezar humein bhi hai us pal ka 🙃
Jab khuda ka deedar ho jaye 😍
Hum usmein aur vo humari ankhon mein kho jaye ❤️

वैसे इंतज़ार हमें भी है उस पल का,🙃
जब खु़दा का दीदार हो जाये,😍
हम उसमे और वो हमारी आँखों में खो जाये ❤️

Title: Ankhon mein kho jaye || love Hindi shayari


Jo beet gaya || 2 lines zindagi shayari

Jo beet gaya hai wo,ab daur na aayega,

Is dil me siwa tere,koi or na aayega,

Ghar fook diya humne,ab rakh uthani hai,

Zindagi or kuch bhi nahi teri meri kahani hai …….😔🖤

Title: Jo beet gaya || 2 lines zindagi shayari