Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jo beet gaya || 2 lines zindagi shayari
Jo beet gaya hai wo,ab daur na aayega,
Is dil me siwa tere,koi or na aayega,
Ghar fook diya humne,ab rakh uthani hai,
Zindagi or kuch bhi nahi teri meri kahani hai …….😔🖤
Title: Jo beet gaya || 2 lines zindagi shayari
Hamsafar chahiye || hindi shayari || two line shayari
Zindagi ke safar mein ek humsafar chahiye
Kabhi humein shodkar na jaye je waada chahiye…❤
जिंदगी के सफर में एक हमसफर चाहीये
कभी हमें छोडकर न जाए उनसे ये वादा चाहीये….❤
