Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kaash ek dua kabool || Mehboob shayari
Kash ek dua kabool ho,
Meri ibadat ke bagair.
Meri shaadi mere mehboob se hi ho,
Chahe ho gharwalo ko izazat ke bagair.
Title: Kaash ek dua kabool || Mehboob shayari
Na jaane kyu nahi kabil || Pyaar 😍
Na jane kyu kabhi dil ne koi shikva na kiya samaj hi ab aya ki pyaar to bas maine hi kiya💔
ना जाने क्यों कभी दिल ने कोई शिकवा न किया समझ ही अब आया के प्यार तो बस मैंने ही किया💔
