Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sirf izhaar nahi karte || True Hindi Lines
Sapne toh yu bahut haseen hote hai, Magar sapno se pyar nahi karte,
Tumhe chahte toh hum aaj bhi hai, Sirf izhaar nahi karte!!!
Title: Sirf izhaar nahi karte || True Hindi Lines
Love romantic hindi shayari || tere husn ko parde
tere husn ko parde kee zarurat hee kya hai,
kaun hosh mein rahata hai tujhe dekhane ke baad…
तेरे हुस्न को परदे की ज़रुरत ही क्या है,
कौन होश में रहता है तुझे देखने के बाद… 💖💖
