Skip to content

Bebfa dost || 2 lines status

इक बात दिल मे आती है देखू उसे जितनी दफा।

हमने तो मोहब्बत के किस्से सुने थे अब तो दोस्त भी होते है बेबफा ।।

ik baat dil me aati hai dekhu use jitni dafaa
hamne to mohobat ke kisse sune the ab to dost bhi hote hai bewafa

Title: Bebfa dost || 2 lines status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Zindagi waha le gyi

  • Zindagi waha le gayi jaha hume jana nahi tha safar mein to nikle the par hamara koi thikana nahi tha uske jane ke baad dil laga te to Kaha laga te kya kare abh uske baad iss dil ka thikana nahi tha 🥀🥀

Title: Zindagi waha le gyi


Pyar ke safar pe le jaana hai tujko

Apni mohabbat se sazana hai tujh ko, Kitni chahat hai ye batana hai tujhko,
Raahon me bicha ke mohabbat apni, Pyar ke safar pe le jaana hai tujko.

Title: Pyar ke safar pe le jaana hai tujko