BECHAINIYAA…………..
JAB BHI DIL MEIN TERA NAAM AJAYE
THO DHADKE MERA DIL AISE BAAR BAAR,
AGAR DEKHLU TERI TASVEER BHI
THO DIL BHI HOJAYE MERAA BECHAIN RE…….
BECHAINIYAA…………..
JAB BHI DIL MEIN TERA NAAM AJAYE
THO DHADKE MERA DIL AISE BAAR BAAR,
AGAR DEKHLU TERI TASVEER BHI
THO DIL BHI HOJAYE MERAA BECHAIN RE…….
Mohobbat hai ya nasha tha jo bhi tha kmaal tha
Rooh tak utarte utarte jism ko khokhla kar gya🍁
मोहब्बत है या नशा था जो भी था कमाल का था
रूह तक उतारते उतारते जिस्म को खोखला कर गया🍁
Karne gya bazar apni dosti ki khoj
dosti se naraz mile hume kuch dost
humne pucha dost banoge kya?
unhone haste hue kaha bewaqt bin wajah rukoge kya
aakhe ye kehkar nam ho gyi
bin bole humari dosti aarambh ho gyi🌼
करने गया बाज़ार अपनी दोस्त की खोज
दोस्ती से नाराज़ मिले हमें कुछ दोस्त
हमने पूछा दोस्त बनोगे क्या?
उन्होंने हँसते हुए कहा बेवक़्त बिन वजह रुकोगे क्या
आंखें यह कहकर नम हो गई
बिन बोले हमारी दोस्ती आरंभ हो गई🌼