Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
aabaroo kee khaatir || Shayari hindi 2 lines
beaabaroo hoke mahephil se nikal gaye ham,
kisee aur kee aabaroo kee khaatir…
बेआबरू होके महेफिल से निकल गये हम,
किसी और की आबरू की खातिर…
Title: aabaroo kee khaatir || Shayari hindi 2 lines
Kismat🍂 || faisle || hindi shayari || true lines
Kismat hamare hath me nhi hoti hai
par faisle hamare hath me hote hain
Faisle kismat ko badal sakte hain
par kismat faislo ko nhi badal sakati💯
किस्मत हमारे हाथ में नहीं होती
पर फैसले हमारे हाथ के होते हैं
फैसले किस्मत को बदल सकते हैं
पर किस्मत फैसलों को नही बदल सकती💯
