Jisko chaha wo mila nahi….
Ab ye dil kisi aur ko chahe isko izzat nahi….
Jisko chaha wo mila nahi….
Ab ye dil kisi aur ko chahe isko izzat nahi….
Mere hisse me tum👉 nhi bas tumhari judaayi 💔 hai jiske hisse me tum👀 usne bhi kya takdeer payi hai🙃
मेरे हिस्से में तुम👉 नहीं बस तुम्हारी जुदाई💔 है जिसके हिस्से में तुम👀 उसने भी क्या तकदीर पाई है🙃
कोई खुशियों की चाह में रोया,
कोई दुखों की पनाह में रोया,
अजीब सिलसिला हैं ये “ज़िंदगी” का..
कोई भरोसे के लिए रोया,
कोई भरोसा कर के रोया!! ??
Koi khusiyo ki chah main roya,
Koi dukhon ki panah main roya,
Ajeeb silsila hai ye zindagi ka,
Koi bharose ke liye roya,
Toh koi bharosa karke roya. ??