Skip to content

Beintehaa chaha hai || love hindi shayari || two line shayari

Hum chah kar bhi na aapko chor nahi sakte
Humne aapko beinhetaah chaha hai..😘

हम चाह कर भी आपको छोड़ नहीं सकते
हमने आपको बेइंतेहा चाहा है..😘

Title: Beintehaa chaha hai || love hindi shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jazbaat || hindi shayari || love shayari

Mein sayari likhta hu…tum mere jazbaat samaj lo.
Mein alfaaz likhta hu…tum meri Mohabbat samaj lo.
Hai khasiyat yahi hai meri …!
Mein ek dayare mein likhta hu…tum usko meri sharafat samaj lo… !✍️💐💫

मैं शायरी लिखता हूं … तुम मेरे जज़्बात समझ लो।
मैं अल्फाज लिखता हूं…तुम मेरी मोहब्बत समझ लो।
हे खासियत यही है मेरी…!
मैं एक दायरे में लिखता हूं …तुम उसको मेरी शराफत समझ लो!

Title: Jazbaat || hindi shayari || love shayari


Urdu Ghazal or Shayari || Hindi shayari

NA DEKHIYE GHADHI WO WAQT HAI G RUKE GA NAHI

YEH DIL MUKHTASAR SI GUFTUGU PAR QARAAR PAAYE GA NAHI

نہ دیکھئے گھڑی وہ وقت ہے جی رکے گا نہیں
یہ دل مختصر سی گفتگو پر قرار پائے گا نہیں

Title: Urdu Ghazal or Shayari || Hindi shayari