Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ishq love shayari hindi || jisko chahte

chahat bta bhi dena
kitna pyar hai uss se
yeh jta bhi dena
aisa na ho ki uska dil
kahi aur lag jaaye
tum waqt se karke izhaar
uska dil chura bhi lena
Title: Ishq love shayari hindi || jisko chahte
Kadar || two line shayari || true lines
Gairon ke sath rehkar jo khabar nahi karte,
Vo hmari to kya ishq ki bhi kadar nahi karte 💯
गेरो के साथ रहकर जो खबर नही करते,
वो हमारी तो क्या इश्क की भी कदर नही करते।💯
