Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dil ka dard || dard shayari hindi
Dil ka dard shupaye baithe hai
ham unke saamne muskuraye baithe hai
दिल का दर्द छुपाए बैठे है,
हम उनके सामने मुस्कुराये बैठे है।
Title: Dil ka dard || dard shayari hindi
hausala mujh mein nahin || 2 lines sad status hindi
hausala mujh mein nahin usako bulaane ka,
kaam sadiyon se lamhon mein kahaan hota hai….
हौसला मुझ में नहीं उसको बुलाने का,
काम सदियों से लम्हों में कहाँ होता है…
