bas ek hi gustaakhi hui hai hamse
bepanah mohobat hui hai tumse
*बस एक ही गुस्ताखी हुई है हमसे*
❤
*बेपनाह मोहब्बत हुई है तुमसे*..
Harsh✍️
Enjoy Every Movement of life!
bas ek hi gustaakhi hui hai hamse
bepanah mohobat hui hai tumse
*बस एक ही गुस्ताखी हुई है हमसे*
❤
*बेपनाह मोहब्बत हुई है तुमसे*..
Harsh✍️

Ye pyar hai pyar
Waqt waqt pe imtehan leta hai…
dusre ke khusi ke liye
Kabhi kabhi bewajah inzam deta hai…
Nayab hai ye ehsas ,
Esmein fiza he lagti kuch rangeen hai…
Dil ke darbar mein amer na fakir koi
Yahi baat mohabbat ke sabse Nazneen hai…