Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hindi toote dil ki shayari || sab kuchh

dil toot k bikhar jaat hai..
fir bhi muskuraan padhta hai..
kabhi kabhi apno ki khushi k liye
har dard sehna padhta hai
Title: Hindi toote dil ki shayari || sab kuchh
teree vaphaon ka samandar || Shayari for Bewafa
teree vaphaon ka samandar kisee aur ke lie hoga,
ham to tere saahil se roj pyaase hee gujar jaate hain….
तेरी वफाओं का समन्दर किसी और के लिए होगा,
हम तो तेरे साहिल से रोज प्यासे ही गुजर जाते हैं….
