Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat ho gayi hai unse || love hindi shayari || two line shayari
Haan mohobbat ho gyi hai unse unhe kaise bataye 🙈
Tareef karein sajda karein ya fir seene se lagaye…😍😍
हां मोहोब्बत हो गई है उनसे उन्हें कैसे बताए🙈
तारीफ़ करें सजदा करें या फिर सीने से लगाए…😍😍
Title: Mohobbat ho gayi hai unse || love hindi shayari || two line shayari
Kaunsa Pyaar || hindi shayari || Mohobat
Jazbat nahi bayan hai humara
Alfaaz nahi arzoo hai humari
Chaahat ki wajah diwanagi nahi
Ehsaas ki bina ashiqi nahi
Lihaaz rakhna iss dil ka
Kyunki mohobaat ke bina woh mukamal hi nahi
