Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumahare shehar ki raat ka tanhaa ||| hindi shayari
Suno…
Tumhaare shaher ki raat ka… Tanhaa sitaara hoon…
Mujhe bujhaa kar… Sar-e-shaam kya jalaawongi…
Jaana…
Kya kahaa…? Aapko bhi shayri pasand he meri…?
Agar ho gayaa ishq… To kahaan jaawongi…?
Title: Tumahare shehar ki raat ka tanhaa ||| hindi shayari
Ye dil aajh bhi tere || Hindi sad heart broken shayari
Ye dil aajh bhi tere liye dhadhkta hai
maine to kai saal tere se pyar kiya
mn lgaakar kiyaa
na tere jism ki bhookh thi
bas teri rooh se pyar ho gya tha mujhe
agar tere jism ki bhookh hoti toh
shayad tu mujhe chhodh kar bhi nahi jaati
ये दिल आज भी तेरे लिए धड़कता है
मैंने तो कई साल तेरे से प्यार किया
मन लगाकर किया
ना तेरे जिस्म की भूख थी
बस तेरी रूह से प्यार हो गया था मुझे
अगर तेरे जिस्म की भूख होती तो
शायद तु मुझे छोड़ कर भी नहीं जाती




