Skip to content

Best hindi shayari for whatsapp status || true lines on life || best hindi status

Uski akhon ko nam Matt kar k jana
Teri chotti c duniya mein jiska jahan basta hai
Dil laga ke kisika dil Matt dukhana
Kehte hain dilon mein bhagwan basta hai..!!
Aksar uljh jate hain imtehaan de de kar
Uche jinke naseeb huya karte hain
Teh hota hai unka door ho jana
Jo dil ke bhut kareeb huya karte hain..!!

Title: Best hindi shayari for whatsapp status || true lines on life || best hindi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ek arse baad || 2 lines very sad hindi shayari

ek arse baad wasal hui to use khush karne chala gya
usne duaa maangi meri maut ki, to me marne chalaa gya

एक अरसे बाद वस्ल हुई तो उसे खुश करने चला गया
उसने दुआ मांगी मेरी मौत की, तो मैं मरने चला गया

Title: Ek arse baad || 2 lines very sad hindi shayari


Log naseeb se..💔❤️ || 2 lines hindi status

Kisi ki yaad main itna udaas na huwa kar💔

Log naseeb se milte hain udaasiyon se nahi❤️

Title: Log naseeb se..💔❤️ || 2 lines hindi status