
mujhe raate yaad aati hai
nazaane kyu teri khi joothi
baate yaad aati hai
sach kahu to mai bhoolna chahta hu tujhe
par kya karu teri mulaqaate yaad ati hai
Enjoy Every Movement of life!

teree aarazoo mera khvaab hai,
jisaka raasta bahut kharaab hai,
mere zakhm ka andaaza na laga,
dil ka har panna dard kee kitaab hai…
तेरी आरज़ू मेरा ख्वाब है,
जिसका रास्ता बहुत खराब है,
मेरे ज़ख़्म का अंदाज़ा ना लगा,
दिल का हर पन्ना दर्द की किताब है…
