Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Deewanapan || hindi shayari
Jisne Kabhi Mujhe Mudkar Bhi Nahi Dekha
Use Mere Pyar Ka Kya ehsaas Hoga
Mai To Ab Dhoondhne Bhi Laga Hu
Deewanepan Ka Koi To ilaaj Hoga🙃
जिसने कभी मुझे मुड़कर भी नही देखा
उसे मेरे दीवानेपन का क्या एहसास होगा
मैं तो अब ढूंढने भी लगा हूँ
दीवानेपन का कोई तो इलाज होगा🙃
Title: Deewanapan || hindi shayari
Tere jaisi baat nahi || hindi love shayari

jo beeti na teri yaado me isi koi raat nahi
yun to dekhta hu roz chaand taare mai
par sach kahu to tere jaisi kisi me baat nahi

