Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khel hindi shayari || Attitude
Maine khel hamesha khud ke dam par khele hai
isliye tere jaise aaj mere chele hai
मैने खेल हमेशा खुद के दम पर खेले है
इसीलिए तेरे जैसे आज मेरे चेले है..
Title: Khel hindi shayari || Attitude
Maa || Hindi shayari || two line Hindi shayari
Kisi ko ghar mila hisse mein ya koi dukaan aayi
Mein ghar mein sabse chota tha mere hisse maa aayi….💕
किसी को घर मिला हिस्से में या कोई दुकाँ आई,
मैं घर में सबसे छोटा था मेरी हिस्से में माँ आई….💕
