
chandi to bina kade reh ni sakda
bhawe meri jind jaan mukk jave
sohniye peedh tenu hove kade seh ni sakda

Kuch sochte hai hm kmzor hai,
Bahi esa he toh dor hai .
Hm dosti dil se nibhate hai, log usko alg njriye se dikhate hai.
Mana hoti hai gltiya lakh, dosti me kbhi ni dikhayi jati ankh,…
Sabko manti hu apna, apno ne thukraya hai!
Kyu bhul jati hu, tujse bus kam hi, tbhi yh rishta banaya hai !
Kbhi socha hai iska bhi dil, jisko tumne pttr bnaya hai!
Hr kisi ko khas ni manti jinko manti unhi se kudko ab dur krne ka pegam aaya hai!
Kbhi na ki idr ki bat udr, dosti dil se nibhati hu,
Sala me he end me apni buraiya logo se sun jati hu..
Shavi ro de toh smjna mt kmjor hai, durga se kali bnne ka smye aya hai,..
Lakh kro achiya , koi na smjega aaj, bnna pdhega muje bhi durga se kali ka avtar,
Tbhi smjege meri kiya hai asli pehchan
Fikr mat kr manjilo ki bss tu chalta jaa,
Muskilein milengi jarur par tu apna kaam krta jaa,
Vishwaas kar apni mehnet pe,
Safalta milegi tujhe ek din har keemat pe….🙏
फ़िक्र मत कर मंजिलो की बस तू चलता जा ,
मुश्किलें मिलेंगी जरूर पर तू अपना काम करता जा ,
विश्वास कर अपनी मेहनत पे,
सफलता मिलेगी तुझे एक दिन हर कीमत पे…… 🙏