Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Teri aankhon se || True love shayari hindi
Tere aankhon se bahein ek ek qatre ki qeemat
iss jahaan ki saari daulat bhi nahi chuka sakti ke
tere labon pe muskurahat ye puri qainaat khareed sakti hai.
Title: Teri aankhon se || True love shayari hindi
Ek din hum bhi || sad hindi shayari || sad but true
Ek din hum bhi kafan odh jayenge
Har ek rishta is zameen se tod jayenge
Jitna ji chahe staalo yaaro
Ek din rulate huye sabko shod jayenge 💔
एक दिन हम भी कफ़न ओढ़ जाएँगे…..
हर एक रिश्ता इस ज़मीन से तोड़ जाएँगे……
जितना जी चाहे सतालो यारो……
एक दिन रुलाते हुए सबको छोड़ जाएँगे…💔
