Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Uski yaadein || hindi shayari || two line shayari
Kya karein is raat ka jismein andhere se jada uski yadein basi hui hain💔
क्या करे इस रात का जिसमें अंधेरे से ज्यादा उसकी यादें बसी हुई हैं 💔
Title: Uski yaadein || hindi shayari || two line shayari
Pal Bhar Ke Liye Yaad || Hindi shayari Yaad
Waqt Mile To Yaad Karte Ho, Dil Karta Hai To Baat Karte Ho,
Ek Zamana Tha Jab Hamare Bina Ek Pal Bhi Nahi Reh Sakte The,
Par Ab To Ek Zamane Ke Baad Sirf Pal Bhar Ke Liye Yaad Karte Ho!
