Enjoy Every Movement of life!
Kirdar dekh kr hi apne ho jate h log🎀
Hum zabardasti dilon pr kabja nhi kiya karte🌹
ਕਿਰਦਾਰ ਦੇਖ ਕਰ ਹੀ ਅਪਨੇ ਹੋ ਜਾਤੇ ਹੈ ਲੋਗ🎀
ਹਮ ਜਬਰਦਸਤੀ ਦਿਲੋ ਪਰ ਕਬਜਾ ਨਹੀਂ ਕਿਯਾ ਕਰਤੇ 🌹
Hasin thi wo raate jis raat ko tum aaye the.
Meri khwabon ki seher mein besumar khushiyan laye the.
Milna chahunga fir se unhi khwabon ki seher mein.
Jahan mohabbat ke rang humne saath milke sajaaye the.
