Skip to content

bina dekhey chah sakte ho? || Two line shayari

Kya tum kahani mein naya mor la sakty ho
Kya tum mujhe bina dekhey chaah sakty ho🙃

क्या तुम कहानी में नया मोड़ ले सकते हो
क्या तुम मुझे बिना देखे चाह सकते हो🙃

Title: bina dekhey chah sakte ho? || Two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Qalam

Tujhe malum hai me ek Qalam hu,,

Me karta hu Baya gairo ke dil ki,,

Tu shayar hai samajh sakta hai shayad,, 

Ke kya halat huyi hai mere dil ki,,

Me wo likhta hu jo tu dekhta hai,,

Me keh sakta nhi hu apne dil ki,,

He kala khoon bass mere jigar me,,

Tere alfaz dhadkan mere dil ki,, 

✍️Sameer Salmani



Jinda hai || yaad shayari

Jinda hai!

         Aaj bhi wo hamari yadome jinda hai
    Unka wo muskura kar julfe sudharna aaj bhi hamari yadome me jinda hai
                                  …..

or ham unki in yado ke sahare jinta hai

Title: Jinda hai || yaad shayari