Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Shabad || two line shayari || true lines
Sirf shabdon se na karna, kisi ke vajood ki pehchaan
Har koi utna keh nhi pata, jitna samjhta aur mehsus karta hai 💯
सिर्फ शब्दों से न करना, किसी के वजूद की पहचान
हर कोई, उतना कह नहीं पाता,जितना समझता और महसूस करता है।💯
Title: Shabad || two line shayari || true lines
Rangeen duniya || Hindi status
Kitni rangeen hain ye dunia,
Jaha sab kuch hain,
Subha ka Kiran saam ka Surya aasth,
Bistaar se dekho toh mil jayegi zindagi ka Manzil,
Lelo maja din ka dhoop aur saam ka hawa ka jhoka,
Pyaar se hatheli par jakad lo iss pal ka mouka! <3




