Skip to content

Budhape mein jawani || hindi shayari

Mujhe apane jutoo me bhi rawani chahiye ,
Mujhe tum sab ke chehero par hairani chahiye,
Mai jawaan tha jawaan hi rahe gaya zindagi bhar 
Ki ab mujhe apani bhudape me bhi jawani chahiye

मुझे अपने जूतों में भी रवानी चाहिए
मुझे तुम सभ के चेहरे पर हैरानी चाहिए
मैं जवान था जवान ही रह गया ज़िन्दगी भर
कि अब मुझे अपने बुढ़ापे में भी जवानी चाहिए…

Title: Budhape mein jawani || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jab jab laga zindagi || 2 lines status

Jab jab laga zindagi se sare adhoore sire jod diye maine..

Tab tab kuch aisa zindagi ne ehsaas kraya mujhe kya kya kho dia maine…

Title: Jab jab laga zindagi || 2 lines status


Kush tih hai || Hindi shayari from heart

kabhi yaad aata aur kabhi pukaarta hai wo kuchh to hai in raat ke sanaatton me || Hindi heat touching
kabhi yaad aata
aur kabhi pukaarta hai wo
kuchh to hai in raat ke sanaatton me