Skip to content

chaand utara tha || Sad status Hindi

chaand utara tha hamaare aangan mein,
ye sitaaron ko gavaanra na hua,
ham bhee sitaaron se kya gila karen,
jab chaand hee hamaara na hua…..

चाँद उतरा था हमारे आँगन में,
ये सितारों को गवाँरा ना हुआ,
हम भी सितारों से क्या गिला करें,
जब चाँद ही हमारा ना हुआ…..

Title: chaand utara tha || Sad status Hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Teri yaadon main || love shayari

Teri yaadon main hum aise khoye

Kab tu hame chhod gayi aur hum akele ho gaye

Tune Hume sambhal ne ka mauka Tak nahi diya

Ham se hamari khushiyon ka haq bhi tune chhin liya

Meri jaan,meri zindagi tujhpe hamesha hain Fida

Tere bin hum apni duniya main ho chuke hain gumshuda

Dua hai  rab se Laut aa hamari zindagi main phirse

Jee uthenge dobara hum tere pyaar ki ehsaas se

Title: Teri yaadon main || love shayari


Ishq love shayari hindi || jisko chahte

Ishq shayari hindi pic || Jisko chahte ho usko
chahat bta bhi dena
kitna pyar hai uss se
yeh jta bhi dena
aisa na ho ki uska dil
kahi aur lag jaaye
tum waqt se karke izhaar
uska dil chura bhi lena
Jisko chahte ho usko
chahat bta bhi dena
kitna pyar hai uss se
yeh jta bhi dena
aisa na ho ki uska dil
kahi aur lag jaaye
tum waqt se karke izhaar
uska dil chura bhi lena

Title: Ishq love shayari hindi || jisko chahte