Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
duriyan || hindi shayari love
main ho jana chahti hu unse itni dur,
magar hu mai behad majboor
ki mujhme samaye hai vo aise
jaise chandani mein noor
Title: duriyan || hindi shayari love
Mujhe bolna nahi aata || love hindi shayari
Mujhe bolna nhi aata
Usse sabr karna nhi aata
Mai kese kahu mujhe mohabbat hai usse
Us pagal shakhs ko meri akhon ko padha bhi nhi aata😑
मुझे बोलना नही आता
उसे सब्र करना नही आता
मैं कैसे कहूँ मुझे मोहोब्बत है उससे
उस पागल शख्स को मेरी आँखें पढ़ना भी नही आता😑


