Skip to content

Chahuna tenu bas || love shayari || pyar shayari

Din raat Teri yaad ch nasheyaye ne
Tera nasha jeha Bas hun chadeya e..!!
Ziddi dil v meri hun sunda nahi
Chahuna tenu ese gall te hi adeya e..!!

ਦਿਨ ਰਾਤ ਤੇਰੀ ਯਾਦ ‘ਚ ਨਸ਼ਿਆਏ ਨੇ
ਤੇਰਾ ਨਸ਼ਾ ਜਿਹਾ ਬਸ ਹੁਣ ਚੜ੍ਹਿਆ ਏ..!!
ਜ਼ਿੱਦੀ ਦਿਲ ਵੀ ਮੇਰੀ ਹੁਣ ਸੁਣਦਾ ਨਹੀਂ
ਚਹੁਣਾ ਤੈਨੂੰ ਇਸੇ ਗੱਲ ਤੇ ਹੀ ਅੜਿਆ ਏ..!!

Title: Chahuna tenu bas || love shayari || pyar shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Alfaaz satya ke

Meri kalam ki shiyaahi khtm nhi hogi kabhi jab tak tumhara isqh hai mere saath
Meri kalam ki shiyaahi khtm nhi hogi kabhi jab tak tumhara isqh hai mere saath
Magar haaa
Jis din khatam ho gae ye kalam ki likhavat samjhna meri saanse ab nahi rahi mere saath…

Title: Alfaaz satya ke


Budhape mein jawani || hindi shayari

Mujhe apane jutoo me bhi rawani chahiye ,
Mujhe tum sab ke chehero par hairani chahiye,
Mai jawaan tha jawaan hi rahe gaya zindagi bhar 
Ki ab mujhe apani bhudape me bhi jawani chahiye

मुझे अपने जूतों में भी रवानी चाहिए
मुझे तुम सभ के चेहरे पर हैरानी चाहिए
मैं जवान था जवान ही रह गया ज़िन्दगी भर
कि अब मुझे अपने बुढ़ापे में भी जवानी चाहिए…

Title: Budhape mein jawani || hindi shayari