Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sukun kaha hai ab || hindi shayari || zindagi shayari
Sukun kaha hai ab aisi aab-o-hawa mein
Chal rahi hai zindagi apni apni wafa mein
Tu wafadar bhi hai aur adakaar bhi e zindagi
Jaan chuka hu tere kirdaar, mein pehli hi dafa mein…💯🍂
सुकूं कहां है अब ऐसी आब-ओ-हवा में,
चल रही है जिंदगी अपनी, अपनी वफा में,
तू वफादार भी है और अदाकार भी ए-जिंदगी,
जान चुका हूं तेरे किरदार, मैं पहली ही दफा में…💯🍂
Title: Sukun kaha hai ab || hindi shayari || zindagi shayari
insaan aur janwaar me || sad status
insan aur janwar mai sirf itna hi fark hai ki insan dusro ke liye jita hai aur janwar khud ke liye jita hai aur khud ke liye apno ke liye mar deta hai
Duniya mai insan ban kar jina chaha lekin apno ne hi janwar bana diya
