Skip to content

Chalakiyan || best shayari || two line Hindi shayari || true lines

Mujhe nhi aati udti patango si chalakiyan..
Gale mil kar gala kaatu…vo manjha nhi hu mein…!!💯🙌

मुझे नहीं आती है उड़ती पतंगों सी चालाकियाँ..
गले मिलकर गला काटूँ….वो मांझा नहीं हूँ मैं…!!💯🙌

Title: Chalakiyan || best shayari || two line Hindi shayari || true lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Apke siva || only love and love

Apke bina kisi ko do pal bhi de,

Iski izazat dil hume nahi deta.!

Aur apne soch bhi kaise liya.?

ki hum dil se bagavat kar jayenge.!

Apke siva,  kisi aur ke naam apni zindagi kar jayenge.!

_prajakta patil

Title: Apke siva || only love and love


Kehne ko toh aaj bhi ishq hai mujhe || ishq shayari

Kehne ko to aaj bhi Ishq hai mujhe tumse
Tere ishq mein doob Jane ke chaht aaj bhi hai muje
Chahe kisi aur se mohobbat ho yaa na ho muje
Chahe kisi aur se mohobbat ho yaa na ho muje
Par tere ishq mein faana hone ki chahat aaj bhi hai mujhe

Title: Kehne ko toh aaj bhi ishq hai mujhe || ishq shayari