Skip to content

Chand Alfaz gulab ki Aur || love shayari

Log kehte hain ke unhe gulab ki Khushboo har fool se Achhi lagti hai!!!!

Par koi hamare dilse pooche hame toh aapke jism ki khushboo uss gulab se Bhi achhi lagti hai❤️❤️🌹🌹

-Mohammed Arman

Title: Chand Alfaz gulab ki Aur || love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bekhauf ||two line shayari || hindi shayari

Har khyaal se bekhauf hai hum na pane ki chahat na khone ka gam🥀😇

हर ख्याल से बेखौफ है हम न पाने की चहता न खोने का गम🥀😇

Title: Bekhauf ||two line shayari || hindi shayari


Tum bhool kar mujhe || hindi shayari

Tum bhool kar agar mujhe aage badh pao..
To samajh lena ke tumne kitne shiddat se yaad kiya tha🙃

तुम भूल कर अगर मुझे आगे बढ़ पाओ…
तो समझ लेना कि तुमने कितने शिद्दत से याद किया था🙃

Title: Tum bhool kar mujhe || hindi shayari