Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hindi shayari || Motivational shayari
Mushkilon mein bhag jana asaan hota hai,
Har pehlu zindagi ka imtihan hota hai,
Darne walon ko kuchh milta nahi zindagi mein,
Aur ladne walon ke kadmon mein jahan hota hai🙌
मुश्किलों में भाग जाना आसान होता है,
हर पहलू ज़िन्दगी का इम्तिहान होता है,
डरने वालों को कुछ मिलता नहीं ज़िन्दगी में
और लड़ने वालों के कदमों में जहान होता है🙌
Title: Hindi shayari || Motivational shayari
Tujhe bhula nhi sakte || Hindi shayari || sad but true
Zakham kitne gehre hai dikha nhi skte
Tujhe dekh sakte hai tere pass a nhi skte 🙃
Bda dukh hai tujhse kabhi ishq tha humein
Ab masla ye hai tujhe bhula nhi sakte 💔
जख्म कितने गहरे है दिखा नही सकते
तुझे देख सकते है तेरे पास आ नही सकते 🙃
बड़ा दुख है तुझेसे कभी इश्क था हमें
अब मसला ये है तुझे भुला नही सकते 💔
