Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kehne ko toh aaj bhi ishq hai mujhe || ishq shayari
Kehne ko to aaj bhi Ishq hai mujhe tumse
Tere ishq mein doob Jane ke chaht aaj bhi hai muje
Chahe kisi aur se mohobbat ho yaa na ho muje
Chahe kisi aur se mohobbat ho yaa na ho muje
Par tere ishq mein faana hone ki chahat aaj bhi hai mujhe
Title: Kehne ko toh aaj bhi ishq hai mujhe || ishq shayari
Hindi shayari Love || mai usako chaand kah doo
mai usako chaand kah doo ye mumakin to hai,
magar… log use raat bhar dekhen ye mujhe gavaara nahin…
मै उसको चाँद कह दू ये मुमकिन तो है,
मगर… लोग उसे रात भर देखें ये मुझे गवारा नहीं…
